Sab se chupa k dard, jo wo muskara dia

Sab se chupa k
dard, jo wo
muskara dia

Us ki hansi ne aj to mujh ko rula diya

Lehjay se uth rahi thi us k dard ki dastan

Chehra bata raha tha k sab kuch ganwa dia

Awaz main thehrao tha ankhon main nami thi

or keh raha tha main ne sab kuch bhula diya

Janay usko logon se thein kia shikaytain

Tanhayon k dais
main khud ko basa dia

Khud b wo ham say bicher k adhura sa ho gaya

Mujh ko b itnay
logoon main tanha bana dia. . . . . . !

Comments