Be-Etibar shaks tha so waar
kr gya"
kr gya"
Lekin mere shaoor ko Be-
Daar kr geya"
Daar kr geya"
Khuch mai ne ishtial mai
shikwy gilay kiye;
shikwy gilay kiye;
Kuch wo shikayten Sar-e-
Bazar kr geya"
Bazar kr geya"
Pehly wo meri zaat ki
taameer me raha;
taameer me raha;
Phr mujko apny hath se
masmaar kr geya"
masmaar kr geya"
Wo aa mila to faasly kat-tay
chaly gaye;
chaly gaye;
Bichra to rasty mere
dushwar kr geya"
dushwar kr geya"
Bichra kuch is ada se k Rut
hi badal gai;
hi badal gai;
Ik shaks sare shehar ko
viraan kr gya..
viraan kr gya..
Comments
Post a Comment