Gham-e-zindagi teri raah mein

tmaray bin mjha apni zaat main adhoora pan mahsoos hota hai .khud ko namukamal mahsoos karta hu.
aisa mahsoos hota hai ka mara naam tmaray nam ka ilawa adhoora hai .
har raat har din din tmaei har bat adhoori tumaray bin har ahsas adhoora hai.
Samjho na Har Baat Adhuri Nam Aankhen or Sookhi Palkein
har barsaat tmaray bagahir adhoori hai har soghat adhoori hai

tm na tou cheen li mjh sa apni zaat magar daikha na mari zaat jo hai tum bin adhoora


Gham-e-zindagi teri raah mein,
 shab-e-aarzo teri chaah mein,
 jo ujar gaya woh basa nahin,
 jo bichar gaya woh mila nahin,
 jo dil-o-nazar ka suroor tha,
 mere paas reh ke bhi door tha,
 wohi ek ghulaab umeed ka,
 meri shakh-jaan pe khila nahin

Comments