yeah ghazal mjha bohat pasand hai.is lia socha ap logon sa bhi share kar lun.
is ghazal ko parh ka aik sakoon sa milta hai .
aur main khayalat ki dunya main kho jata hun ,
aik aisi dunya jis ka koi tasawur nahi hai magar wo hamaray zahno main sawar rahti hai,
aik aisi dunya jis main mairay kuch aisay takhayalt hain jin ko main haqeeqat ka roop dana chata hun.
aik aisi haqeeqat jis main saray mairay apnay hoon
"KASH"
"Sapny haqiqat hoty,
Hum hr sapny me Usko dekha krty.
"KASH"
Zindagi me hr Dua Pori hoti,
"Hum hr Dua me Uska Piyar manga krty.
"KASH"
Zindagi Wafadar hoti,
Hum sari Zindagi Uska saath nibhaty.
"KASH"
K Zindagi me lafz
"KASH"
na hota...
"To Hum Uske pass hoty..!:

Comments
Post a Comment