yeah ghazal mjha us waqt bohat yad ati hai jab koi mjh sa rooth jata ha
us waqaat main usko mnany ka lia yeah ghazal parhta hu
bus us ki narazi mjh sa bardast nahi hoti .
aisi kafiat ko ab payar bolian ,ishq bolain ,
janoon bolain jo bhi bolain .magar kuch hota zaroor hai.
kuch log asisy hotay hain jin ki khatir insan bohat si qurbanian
data ha .un logo ki narazgi achi nahi hoti ,un apno ko mana lana chaye
Nahi jante kis baat pe tum ruthe..
Aise ruthe ke meri nazron se chupp se gaye.
Dil ke rishtay mein yeh duriyaan kaisi..
Tum ghumsum se rahe aur
meri jaan pe ban aayi..
Tere bina dil kahin lagta nahi..
Meri aankhon ko tere bina chain padta nahi..
Khojti hai tume per tum ho ke
kho se gaye ho kahin..
Ab mujhse itna bi na rutho..
Aajao ab tumare bina mera dil kahin lagta nahi..

Comments
Post a Comment