muhabbat kia hay ?
bohat socha is pa..
phir khuch alfazz aye maray zahan main
dukh ,faraib ,dhoka,judaiye,
kia yeahi muhabbat hai??
nahi nahi..
abhi anjaan ho tum ;afz muhabat sa ..
yeah tou aik ahsaas hai jis mai hmaara har lamha shumar kia jata hai
kuch log kahtay hain muhabbat aik bar ho jaye tou zindagi guzarna mushkil ho jati hai
aur kuch log yeah khayal kartay hain ka yea aik dard-e-musalsal hai
jis ka lamha lamha udas
jis ka pal pal bojhal ho jata hai
na janay kuch asay log bhi hain jo muhabbat ka is ahsas ko pa latay hain
par jo bhi hi
main yeah kahta hu
mjha muhabbat raas nahi ati
mjha muhabat rass nahi ati
aik poet na kia khoob ghazal likhi hai
Waajood aapna, Naa Rooh aapni,
Baas aik Taamasha yae "Zeeast" theahri.
Naaa Dil laagi main Saakoon payaa,
Naaa Aaashqi m Qaraar payaa,
Naa Wasal lemhy hii Raaas aaye,
Naa Firaaqq hi Ham guzar paye,
Aajab yae Chaahat kay Marhaly hain,
Naa Jeet paaye,
Naa Haar paaye,
Naaa hi Yaadon kyi Dhunnd Utri,
Naaa Dil k Daman koo Jhaar pye,
Naa Ankheen Khuwabon ko Dhond payen,
Naaa Khawab Ankhon ko Dhond payen,
Buss iak Tamaasha ye "Zeaest" thehri.....!
wo kahtay hain na kay
bohat socha is pa..
phir khuch alfazz aye maray zahan main
dukh ,faraib ,dhoka,judaiye,
kia yeahi muhabbat hai??
nahi nahi..
abhi anjaan ho tum ;afz muhabat sa ..
yeah tou aik ahsaas hai jis mai hmaara har lamha shumar kia jata hai
kuch log kahtay hain muhabbat aik bar ho jaye tou zindagi guzarna mushkil ho jati hai
aur kuch log yeah khayal kartay hain ka yea aik dard-e-musalsal hai
jis ka lamha lamha udas
jis ka pal pal bojhal ho jata hai
na janay kuch asay log bhi hain jo muhabbat ka is ahsas ko pa latay hain
par jo bhi hi
main yeah kahta hu
mjha muhabbat raas nahi ati
mjha muhabat rass nahi ati
aik poet na kia khoob ghazal likhi hai
Waajood aapna, Naa Rooh aapni,
Baas aik Taamasha yae "Zeeast" theahri.
Naaa Dil laagi main Saakoon payaa,
Naaa Aaashqi m Qaraar payaa,
Naa Wasal lemhy hii Raaas aaye,
Naa Firaaqq hi Ham guzar paye,
Aajab yae Chaahat kay Marhaly hain,
Naa Jeet paaye,
Naa Haar paaye,
Naaa hi Yaadon kyi Dhunnd Utri,
Naaa Dil k Daman koo Jhaar pye,
Naa Ankheen Khuwabon ko Dhond payen,
Naaa Khawab Ankhon ko Dhond payen,
Buss iak Tamaasha ye "Zeaest" thehri.....!
wo kahtay hain na kay
Comments
Post a Comment